S

A lovely song

Tere yaadon mein kho jate hai hum tabse ooo Jana,
Jab naam tumne pukaratha vo humara .
Tere siva zindagi mein hai na koi humara,
Vada tumne jo kiya vo humesha nibhana.
Tum kwabon mein humare hamesha hi aate ho,
Dil churake tum humara hamesha jate ho.
Aab namumkin hai jena tumse dur rahake,
Tere siva humara kya tikana humara.
Tu zindagi mein aaya hai phool banake,
Aab kaate banake kabhi mat chale Jana.
Tere yaadon mein kho jate hai hum tabse ooo Jana,
Jab naam tumne pukaratha vo hamara..
- sejal kamble.
©sejalkambl