Ichcha Hai Jaanani ki, dhundhne ki ,samajhne ki. Ichcha hai Khud Ko pahchanani Ki .
Ichcha Hai Jeene Ki, ichcha Hai marne Ki ,ichcha mein hi chhipa sara sansar hai .
Ichcha mein jawab, ichcha me sawal , ichcha ek kitab hai ichcha anant hai , iska na koi maap hai.
Ichcha mein vigyan, ichcha mein hi bhagwan hai .
Ichcha se hi yah khud ka naam aur ichcha se hi khuda Ka naam hai.
©vibhasingh
V