D

aansoo

mere aansu sirf khaara paani nahi h, mehej sukh ya dukh ki kahani nahi h.
har ek aansu kuch khaas kehta h,
siine me dabe hue saare Raj kehta h,
Jo padhe na ja sake wo alffaji kehta h,
better ke sarhad se lautne ki aas kehta h, bejuvaano ki tumse mohabbat ka ehsas kehta
ek aansu wo bhi h Jo aankh ke andar behta h, jaankh ke dekho mujhe Bhi ek samundar beht
h..
kuch aansuo me sadiyon ka ithihas likha h, Papa ki aankho se kaha gya saabash likha h..
isse pehle ki be-asar sharab ho jae, isse pehle ye jugnoo aaftab ho jae, mere aansuo ko insaaf dedo tum, isse pehle ek ek boond tejaab ho jae..
mere aanso sirf khaara paani nahi h, mehej sukh ya dukh ki kahani nahi h....
©deepak.