S

Aapke Naam

meri har ek subah
aap ke naam
meri har ek shaam
aap ke naam
rahiyega yunhi
sada hamare
kahiyega hamse
kuch pyari baathein
hamari dua bhi aap
hamari dawa bhi aap
aur ye zindagi hi
humne karli aap ke
hi aap ke naam😍
©shamaya