Poshak pakri chlaya pechy .
Bacha k daman chupaya pechy.
Niqab krty hazaron cehry.
Cheron k pechy hain raz tehry.
Saya ban k chlna hai mushkil .
Saye k pechy Nishan Nhi hai.
Pehchan khud ki ban k niklo.
Smbhal k chlna asan Nhi hai.
Jahan Py logon ki bheer ho gi
Waha sy guzrna asan Nhi hai.
Bacha k khud ko Nikal k jana.
Yehi hai dastor zindgi ka.
My poetry❤️
©s.awan
S