S

Aisa kiun hota hai,

Aisa kiun hota hai,
Main intezar Karta raha,
Kuchh v, Chand alfaz sahi baat ho jata,
Dil itmenan se sukun pa leta,
Jo feelings hai, mahsoos Kar leta,
Waqt un guzra jaise dil ko sukun nahi mil paya,
Par waqt ko jana hai, wo kaha kisi k haath hai aa Pata,
Aisa kiun hota hai,
Aisa kiun hota hai
Sayad ye alfaz bahut ma'ene rakhta hai,
Sayad, Sayad, Khair, aao so jayen!, intazar na Karen!
Aisa hi hota hai,
Aisa hi hota hai.
©shahzad