P

Aitbaar

Tera aitbaar karta tha mai khuda se bhi zyada ,
Tujhse pyaar karta tha mai apani mata pita se bhi zyada ,
Teri fikra karta tha mai khud se bhi zyada ,
Tujhe yaad karta tha mai saansh lene se bhi zyada ,
Teri wafaaon ki mishal hi to zinda rakhti thi mujhe zinda is zamaane me ,
Lekin pyaar karne me wo maza kahaan jo hai dil ke tukade ho jaane me ,
Tu hai mujhse juda khata hogi kuch meri maanta hu mai ,
Pr tujhe ab mai zaroori nhi lagta ye vakiya bhi jaanta hu mai ,
Tu jo keh deti to duniya se bhi lad jaata jaan hatheli pe rakh kar ,
Par tu jo gya mujhe akela chhod ke ab pyaar ke naam se bhi lagta hai dar.
©poetic_flo