N nicky en July 23, 2025 Ajeeb rishta hai humara Iss pyaar ka kya naam dun?Tum mujse dur chaley jaa rahe ho,aisa kyun?Humarey beech mein eik faasla hai,yeh dooriyan muje bht sataati hai.Ajeeb rishta hai humara,lekin kya karein aap hei toh ho ab mera sahaara.......©nicky