M

AKSAR........

Aksar khalta hai mujhe tera khamosh rehna,
lekin jab main puchhti to muskura kar bs itna kehna.....
ki nadaan nahi hi hu main kuch pareshaniya meri bhi h,
Hale-E-Dil Mera kuch bhi ho bas tum muskurati rehna!!!
Aksar sochti hu ki kya main us layak nahi jo tum mujhe kuch btate nahi,
ya main bhi kahi pareshn naa ho jau isliye kuch jatate nahi....
Sab kuch hamara hai sirf tumhara nahi kya tumhe itna bhi khayaal nahi,
tumhe agar itna bhi naa samajh paaun main itni bhi nadaan nahi!!!!
©meenu