K

alfaaz

alfaaz kya hai agar acche kaha kisiko to wo khush agar bura to naraaz agar accha Kahne se khushi milti hai kisi ko to kyu na kahe kyu na jannati kahlaye kisi ko bura kah kar kyu khud ko dozaq ke qareeb kare jab ek kaam se do logo ki bhalayi ho rahi ho to kyu dono ki khushi kharab kare
©kohinoor