Z

Awaaz

kahin se ek awaaz aai,
kahan se yeh pata na kr paai,
goonj oski dil mei hai,
jo dil ne dharkan ki jagah sunai,
bas Gaye hai woh dil mei aise,
hamesha se dil ki hi ho jaisay.
©zaain