S

baba jan. Meray baba meray ham dam qdam jo Sath chlty hain. Meri muskan ki…

baba jan.
Meray baba meray ham dam qdam jo Sath chlty hain.
Meri muskan ki kahtir wo kitny laad krty hain .
Humain mushkil jo Aa jay.
Hmesha Sath detay hain .
Hmain wo jan kehty hain .
Muhhabt hum sy krty hain .
Jo un k khwab hoty hain jala detay hain wo aksar.
Jo wo khwab bunty hain Wo hum Py lutaty hain.
Unhin keh do jo cahty ho.
Jo mumkin ho wo karth hain.
Na din ki dhop dekhi hai .
Na raton ka jagrata.
Apni olad ki kahtir hai ak kam kr dala.
Salamat in ka saya ho Saron Py sb k baba ka.
Bohat anmol hota hai faqat ak naam baba ka.
Yehi pehchan hai sbki baba hain tw kismat hai
jee tw sbhi jaty hain zmany ki dhop mai pal kr.
Baba ki duain be baba ki wafain be
Bohat anmol hotii hain.
bohat anmol hotii hain.
Meray baba meray hum dam.
Meray jo Sath chlty hain.
Meray hum raz hain baba.
jo Meray paas hain baba.
For you baba jan.
©s.awan