C

Babu Mera

Babu Mera
Chadani raat me Chhat par
baitha rehata tha
Apne bite huye Lamho ko shayad
Yad karta tha
babu mera
Subha subha Tusion ke liye
Meri Galiyo se Gujarta tha
Har bar yahi sochti mai
Ki kash ek baar mud ke dekh leta wo
Kabhi Hasta kabhi Rota
Kisi ke khayalo me
Shayad khoya rehata tha
babu mera
Kabhi Barish ki bundo ko
To kabhi Inn shard hawao ko
Ankhe band karke
Mehasusu karta tha
Use dekh ke aisa lagta tha jaise
Kisi ko khone ka
shayad Afosos karta tha
babu mera
Maa Ka Ladala tha
But apne papa se bahut darta tha
©cute_pihu