M

Bachpan

Bachpan bhi kiya din tha ...Aaj bhi baccho ko dakh kar yaadh aata ha wo bachpan k din or usma kiya hua shaitani ....luka - chupi ,gilli - danda ,gudia k saath khelna ........Barish k kichad me chalan lagana ,kagaj k naav banana ....udh ta hua titli ko pakad na .....kisi or k bagecha me ja kar Aam thodna .....kisi or k cycle k tyer ko Pump chor Karna ....chup - chup k ja k rosoi ghr me Amul khana ....Icecream,chocolate or TV remote k liya ladhna ...ruthna ...manana ....Rath me loori sunna ...khula Aashman ko dakh kar tara ghinna....wo bachpan k din bhi kitna pyara tha ......
..
©mrugakshy