M

Barish

Barish k boonden me bheeg liya karo ....kapda gela hota haa toh hona diya karo ....kagaj k naav banakar bachpan ki yaadhein ko taza kar liya karo .....Mitti ki khusbu or sardi hawa mehsoos kar liya karo ......Garm chai or pakora kha liya Karo ......zindagi khubsurat haa kuch masti kar liya Karo ....
..
©mrugakshy