Y your_rohit en July 23, 2025 Batane ki baat nahi hai , Par batane dogi kya ? Ishq bepanah hai tumse Ek baar… Batane ki baat nahi hai , Par batane dogi kya ? Ishq bepanah hai tumse Ek baar jatane dogi kya , Tum titli ho , parvat ho , aasmaan ho mera , Ek dibiya mein sindoor rakha hai mere paas , lagane dogi kya ?©rohittiwar