D devaartist en July 23, 2025 Beegh raha hai sama Tere mere pyaar mai,Ye baarish ki boondein,Ye mitti ki khushboo,Yeh aankho ki narmi,Yeh dil ki dhadkan,Bas Mujse ye kehti rahe,Tu aa mujse milne,Kare dil ki baatein.©devaartist