D

Behiman 💔

Pyar tha ho gaya
Khwaab tha kho gaya
Haal behaal tha
sudhar gaya
woh waqt tha
jo guzar Gaya
Yaar tha rooth gaya
Main tha toot gaya
Saath tha choot gaya
vaada tha woh toot gaya
kuch tha jo haath se
fisal gaya
veham tha jo sapno me se
nikal gaya
Mai samajdar tha jo
sambhal gaya
Par dil tha ki
woh pighal gaya
Khawab thay mar gaye
Ghaav thay bhar gaye
Pyar tha nikal gaya
woh Insaan tha
jo baadal gaya
Waqt tha guzar gaya
vaada tha toot gaya
©drishti