is dil ke tah khany mn raaz buhat hai
mn jin ko seny mn chupa rkha hai
kahi wo yo kisi ko dikh na jaeee
in ka tamasha bnany ke leye is duniya mn tyar buhat hai..
.
.
kha tha mn ny tum chup rhna
ye apny dil ke raaz kisi se mt kahna
ye shesh ka shehar hai kamzor hai buhat
yaha logo ke passs hum ko torny leye hathiyar buhat hai..
.
.
nadan nhi hai hum har andazz janty hai
tumhary deye zakhmoo ka har elaj janty hai
tum loat ao ge wapis ye kahty ho bar bar
hum tumhary in laghobat se waqif hai buhat..
..
tor to chuky ho mujh ko mukamil tor pr ae zalim
loat kr mt ana tamasha ban jae ga
mn sirf apna dard biyan kr rhi ho jo tum ny hi to diya hai
warna hum jasoo ko biyan karny ke leye yaha meer, aatish,faraz buhat hai
©rosymaa
R