K

© M E E R A

ek kaam karna chand se kuchh mitti lana ,
usme se do putale banna ,
fir use tod dena
ek kam karna chand se kuchh mitti lana ,
fir usme se do putle banna ,
taki kuch kuch tum me mai rah jaun ,
kuch kuch mujhe me. tum rah jana ,
ek kam karna chand se kuchh mitti lana ...
K A V Y A
©kavyabaghe