gam ko muskurana sikha diya,
aasuon ko mothi banakar chupa diya.
uss mod par hamara saath chod diya,
jis mod se humne aapse zindagi bhar ka rishta jod liya.
dil ye khafa hai
dhadakne ki na koi wajah hai,
kya kasoor tha hamara ,
ki humse na milna chahte hai dobara
☺️
©aayushisk
A