Tum khud Gayi thi
Maine nhi kaha tha jaane ko.
Aur saza toh mujhe mili thi
Kuch nhi reh gya tha muskurane ko
Pata toh ussi din chal gya tha
Par yakeen hi nhi hota iss Dil ko
Tumne toh aadhi raah pe Chhod Diya tha Bas wahi kafi tha gum manane ko.
©taveesh
T