H

chand bhi akela rhta h

dekha nam palko se upr tb hske bhi chand muskuraya
bola kya aukat h teri sbne aaj tjhe btaya
ghr wale bahr wale sbne aaj rulaya
dusro ki to kyaa baat tera to saya bhi tera saath na de paaya
jawab de to glt na de to ghamndi kehlaya
kyaa baat is zaamane ki bhi jo sbne ek saath phicha chutaya
ab to itna smjh ja itna bnde
Ku akela me rhta hu
tarro ka naam nii aata khii
lekin chand khe bina rha jata nii
aanshu pochle pgle kuu to rota h
din me sooraj aur raat ko to mama chand saath tere rhta h
koi de na saath tere lekin khada reh tu apne prr
kuu chand bhi to akela rhta h
©hemant0913