A

# Chand !

Kabhi Kabhi Lagta hai, zindagi me uski -
ek nahi, do chand hai !
tabhi to ye dil, itna pareshan hai.,
Use kya pata, ki uspar tiki meri sari shaan hai,
Tabhi to ye dil, sab jaan kar bhi, abhi anzaan hai ... !
# A star ⭐ ...
©jaggu