S

changes..

kab kis waqt nai chaha tujhe..
kab kiss waqt nai pyaar aya tyjhpe..
kab kiss waqt nai socha tujhe..
Aaj boldiya mujhe ki tum change hogye..
mein change hogye..
mujhe biswas nai hota..
ki mein badal gye..
kab dhoka diya tujhe..
kab pyaar nai nibhaya..
Han adat hai ek buriii ..
yahi na gussa hojati hun..
har bariii mana leta tha ab kyun nai..
yahi hai meri kahani yahi hai meri asliyat yahi hai meri aaukat...
sab dekh kar pyaar kiya tha..
wada kiya tha har pal manayega..
Ab kahan gya wo wada ...
ab kahan gya wo wada..
mana hogye gusaa..toh kya manayega nai tu..
mana chali gye mein...yeh bhi manti hun roka tune tak nai mujhe..
Man man main socha khayal aya bas usski ko sach maan liya...
kya ek paal yaad nai aya mera chehera..
sach bata kab nai kiya pyaar tujhse..
Jism deke bhi .. jaan deke bhi..
Apne maa baap se tere liye ladhkar bhi..
kaise badal gye mein...bas bata tu mujhe..
©sabanakhan