T

Daal ka patta

Jadd majboot
ho jis paudhe ka
lehraata
daal ka patta
aandhion
me bhi balkhata
lehraata daal ka patta.
Dhup tej ho ya barsha
ho tanik nahi ghabraata
pedon ki sheetal
chhayya banta
daal ka patta
©trying