hamare pyar me
kyu karti hai dunia dakhalandazi, 😣
kyu dunia ko lagta hai
hamara pyar farzi, 😕
ab is me hamari kya galti
jab rab ne dia hai dil,♥
feelings to ayengi hi na jab
koi pyara jayega mil. 😄
dunia ka to kam hi hai, pyar par ungli uthana😡
par ham to karenge hi pyar
kyuki duniya ko hai jalana 😂😂
©snehamoury
S