R

Dard

Ek din aasmaan mein udaan main bhi bharungi,
Tab sab sab dekhte reh jayenge.
Ek din Korea kaagaz pe rang main bhi bikherungi,
Tab sabko apne kiye ka ehsaas ho jayega.
Har din iss asha k saath rehti ki koi saath nibhayega,
Par duniya mein khudko he sambhalna padega.
Yun toh zamane walon ko bohot shareef samjhi maine,
Isi samaj ne mujhe nasamaj bana diya sabke saamne.
Lomdi chalak hoti hain par insaan usse bhi zyada gair guzra hain,
Chhupaye na chhupta yeh aisa Dard bhara ehsaas hain.
Najane logon ka aur kitna roop dekhna baki hain,
Kaantein itne ki ab na katti yeh raat in hain