kya horaha hai ye aur pata nahi kahan jarahe hain hum.
kabhi kabhi aesa lagta hai ke poori dunya hi hojaegi khatam.
darr jata hai mera dil aur mayus hojata hoon main ye sab baten sonch ker.
ye darr ye akelapan ye mayusi kha rahe hain hame andar hi andar noch ker.
©ahmar
A