A

dil

ae dil - e buzdil tu itna dara dara kun hai?
teri dhadkan main saanse itni zara zara kun hai?
arre ye waqti hawa hai zor se chalega aur chalkar guzar jaega.
itminan rakh tujhe bahot jald firse wahi khoobsurat jahan nazar aaega.

©ahmar