T

Disha

Sahi dishaa
le jaata manjil
aur safalta ka saupaan
sahi disha me jaane wale
samay ka karte hain samman...
sahi disha me chalnewale
paate hain jag me samman
Samay Disha ka
saathi bankar
kar deta jag me use mahan...
©trying