Kbhi Socha Na Tha Ki Tu Itna khas Hoga
Kabhi Socha Na Tha tu Dil ke Itne Pass hoga
Kbhi Socha Na tha Tujhpe Ese haq Jataungi me
Kabhi Socha na tha ki tujhse ese jhahdungi me
Kbhi socha na tha tujhse milne ke liye ese tadpungi me
Kbhi socha na tha tere dur jane se yu gabhraungi me
Kabhi socha na tha tujhse palat ke baat krungi me
Kabhi socha na tha ki tu itna khas hoga
Kabhi socha na tha ki tu kbhi dil ke itna pass hoga
©nehasati
N