M

duva

Ye husan waliya kya mangegi meri salamati ki duva
Jo kabhi hath chhodti to kabhi pakadti hai
Duva to meri maa mangti hai
Har bar ankho me ansu bhar leti hai
©maahisingh