ishq kaho yaa mohabbat
yeh bss ek ehsaas hai
jo behad khubsurat aur paak hai
apni shakhsiyat se mukhaatib ho kar
dusre ki shakhsiyat ko apnaana hii ishq ki behtareen asbaab hai
naa dekh surat ko
alfaazon se bhi ishq hota hai
bagair kiye deedaar
kisi ke seerat se bhi ishq hota hai
iss anjaane ehsaas ko pehchaan
baar baar uss shakhs se ishq hota hai
©candor
C