humary dil ka har rasta khula hai
chaly ao ye kasa fasila hai...
koi benaam se logo ki chahat
mera dil hadd se ziyada agee barh giya hai
tumhy sochy na kio tumhy pukaren
tumhara naam to dil mn basa hai
ye dil ARZO ki semmate chala hai
humen zalim buhat mahanga para hai
manazil aur bhi hoti hai manna
tumhy manzil banaya kia bura kia hai
koi talkhi humy bhi yaad ai
k palko se jo ansoo gira hai
tumhi majbor thy ya hum garezan
wafa ke silsaly ko kia hoa hai....
©rosymaa
R