D

Ek Soch

Ek sawaal jo mere zehen mein chal rha hai,jo mujhe pal pal jhanjhor raha hai.
Kya tum ab bhi meri taqdeer mein ho ya maine tumhe kho diya.
Maana ki jo galti huyi ,uski maafi aasan nahi
Tumhe iss tarah kho dena ,na tou maine kabhi chaha aur na kabhi socha
©dhruv_3010