K

Ek ummid hi kafi hai..

Ek ummid hi kafi hai jinda rahne k liye
barna marne ke to hzaro bahaane hai
ham ye soch kr chalate rahe bakt ke sath
ki ek din to sahil ko kinaara milega
bakt ki aandhi me gujare the Jo pal
ek kamyabi se udano ko sahaara milega
sayd kuch kami rah gayi mannat m meri
Jo duaayo ka asar bhi feeka pad gya
kuch sapne dekhe the aankho m meri
kwab pura hote hote sabera ho gya
by A.K.
©kamit