D

FAKE SMILE.......

Main khush hoon
koi meri baat tooh karta hai,
bura kehta hai
toh kya hua yaad tooh karta hai.
kon kehta hai me
nature aur signature kabhi
nahi badalte!

Bas ek chot ki
zaroorath hai agar ungli pe lagi
toh signature badal jayega!
aur dil pe lagi toh
nature badal jayega!
©drishti