Shikshak ek aise insaan hai....
Jinhone vighyaan ka sansaar banaya hai...
Kuch masti thi...kuch pyaar tha ....woh ka maar hi tha Jo jeevan ka anmol taaj tha.....
Jinhone humai protsahit Kiya hai sabmai bhaag lene ke liye ...
Osi tarha Anand bhi liya hamare safal hone Mai...
Galti /homework na karne par daat tho bahot khayi hai ....
Punishment ko humne apne dil se apnayi hai
Daantte tho bahot hai ..lekin onke daat Mai bhi pyaar jalakta hai...
Woh guru hi hai jo phool kaliyo ko pushp bana dete hai ....
Aur lohe ko hira bana dete hai......
Jab hum bimar hote hai vo tanav Mai aate hai ...
Palak se jyaada pyaar Kar jaate hai...
Rishta khoon ka nai hota...lekin dil ka bahot karib ho jata hai....
Onke pyaar ke karan hum swaabhiman se khade reh paate hai...
Aaj bhi yaad aata hai woh din woh masti woh chadi waala maar isliye kehte hai na ...
Guru ki mahima aprampaar
Shikshak ek anmol ratan
©afrin shai
A