Kya,
Khamosiyon,
Mai kuch baate unkahi,
Sunai deti h..?
Kya, Andheron,
Mai kuch unkaha unsuna,
Dikhai deta h..?
Kya, Ankhon
Mai koi zazbat,
dikhai dete h..?
Kya, bin bole Dhadkan,
Sunai deti h..?
Kya, chehre ko padna,
itna aasan h..?
Ni Na,
Toh na jane kyu tum,
mere dil ki,
" Haalat "
Bin kahe samaj jate ho..?
- Falguni Joshi
©falguni
F