kya chahti ho tum
meri ho kyu nhi jati ho
hakikat mein na sahi pr
yado me bahut satati ho
jab teri yad aati hai mujhe to saha nhi jata
khud ko chup kru ya dil ko chup karau ye bhi
patta nhi lga patta
teri in batao ka Or yadon ka zhar jahn me ghul chuka hai is kadr
ki tere siva koi aur tod nazar hi nhi aata
kyu satati ho sapno me aakr
kabhi hakikat me aakar mujhe satao
mera na pucho hal magr pr hal"e"dil apna to batao
kbhi hakikat bankar hi mere rubaru aao
©deepakshar
D