A

imagine dreams

Kitna kushnaseeb ha voh aaina
jo tera didar karta ha,
Har koi mahfil ma bata is ka haqdar nahi hota.
kuch kadmo ki duri ka hi ha rasta,
kuch kadmo ki duri ka hi ha rasta,
per har koi chalna ko tayar nahi hota.
sapna toh easa hota ha jo har koi dekh sakta ha,
sapna toh easa hota ha jo har koi dekh sakta ha,
per sapna to Pura har baar nahi hota.
Kitna kushnasseb ha koi jo koshish to kar sakta ha,
Kitna kushnasseb ha koi jo koshish to kar sakta ha,
har koi is koshish ka haqdaar nahi hota.
Kitna kushnasseb ha voh aaina jo tera didar karta ha,
har koi mahfil ma batha is ka haqdar nahi hota.
©ankush5