Intezaar karta hu tera , teri yaadon ke sahare ,
Teri yaad me rota hu main saanjh sabere ,
Tera intezaar karti hain meri dil ki ek ek dhadkan ,
Main bayaan nhi kr sakta kisi ko wo dard wo tadpan ,
Tu hi meri duniya aur tu hi mera khuda hai ,
Par vidambana to dekho mera rang hi mujhse juda hai ,
Mai hu har us saza ko taiyar jo tu mujhe dena chahta hai ,
Meri har ek khayal me tu meri saansho me bhi tu hi rehta hai .
©poetic_flo
P