S

ISHQ

Ishq agar jindagi ki rahe hai,
To mai uska rehnuma ban jau.
Ishq agar khubshurat aashiyan hai,
To mai uska namoona ban jau.
Ishq agar deewangi hai,
To mai uska deewana ban jau.
Ishq agar jis lamhe me ho,
To mai fir se wah jamana ban jau.
©shadanzeya