Ishq wo dariya hai jisme doob ke khushiyon ka pta chalta hai ,
Jab waqt hota hai bura tabhi toh apano ka pta chalta hai ,
Tum raho na raho hamara dil toh tumhare hi pyaar me dhadkega,
Jitni dafa tum rooge utni dafa yeh tadpega ,
Haan hm nhi hain kaabil tumhare pyaar ke jaam ke ,
Pr tum agr saaath ho to darte nhi kisi anjaam se ,
tum nhi hoti ho to kuch akela sa mehsush karta hu mai ,
Har pal tumhari is haseen mushkaan pe marata hu mai ,
Tumhare liye chand tare tod ke toh nhi laa sakta hu mai ,
Pr tumhare liye is duniya se ladne ka haushla rakhta hu .
©poetic_flo
P