Apni shamo me hissa mne kisiko na diya..
Ishq tere bina bhi mne tujhse hi kiya..
Drd hairan.. Fir bhi mne khud ko de diya..
Ishq tere bina bhi mne tujhse hi kiya..
Kali rato me mne tujhko khud me paa liya..
Vo khwahisho ko mne khudme khudse jee liya..
Tere waado ko mne din ka hissa de diya..
Ishq tere bina bhi mne tujhse hi kiya..
©brokengle
B