na jane kyo jaanwar jaanwar se darta ja raha h....
aankhe khole bhi band kiye ja raha, Darta h usse jo khud usse bhage ja raha h....
darta h us se par khud hi khud ki jati ko khaye ja raha h......
jise kahta h wo jaanwar par khud ki pahchan chhipaye ja raha h........
usko kya bataye ki tu bhi uska saathi h per wo teri tarah nahi pet bharne par bhi bhuka ghume ja raha h.....
use apne takatwar hone ka gurur aisa h ki apne uske jeso ko hi shikar banaye ja raha h.......
©myemotions
M