_

jaruri hota hh ......

mohabat na samjh hota hh ,
ise smjhna jaruri hota hh ,
Jo labo pr na aa sake unhe ,
aakho se jatana jaruri hota hh,
mohabat na samjh hota hh ,
ise batana jaruri hota hh,
dil ki har dharkan ko unhe ,
sunnana jaruri hota hh ,
mohabat na samjh hota hh,
ise dekhana jaruri ho ta hh ,
©__kriti__d