baat baat pe ruth jaana
paristhitii ki aaklan kiye bina kohraam machaana
aur phir bhi maan jaana
kintu uss ke liye
kayi kayi minnate krwaana
kya yeh jaayaz hai?
kyaa yeh mohabbat hai?
yaa sirf ek jhoot
jo sirf riswat par qayam hai...
©candor
C