kaash koi aisa hota jo mujhe samjhta
kaash koi aisa hota jo mujhse baat karta
kaash koi aisa hota jo mere sir pe apna haath rakhta
kaash koi aisa hota jo khud se gale lagaata
kaash koi aisa hota jo meri galtiyo ko maaf karta
kaash koi aisa hota jo mere jaj baat samajhata
kaash koi aisa hota jo mere har dard ko mahsush karta
kaash koi aisa hota jo mujhe bhi pyaar karta.
©sandeepgup
S